Download Marathi Song
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahi baki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tum se kehna (x4)
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahi baki rehna
Kissi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hu
Subah dhoop tumko sataye
Samaj lena kirno mein main hu (x2)
Kuch kahu ya na kahu
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tum se kehna (x4)
Hawao mein lipta hua main
Guzar jaunga tumko chhu ke
Agar main ho toh rok lena
Tehar jaunga inn labo pe (x2)
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tum se kehna (x4)
Bas itna hai tum se kehna (x2)
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahi baki rehna
0 comments: