Showing posts with label Marathi Songs. Show all posts
Showing posts with label Marathi Songs. Show all posts

"Kabira Full Song" Yeh Jawaani Hai Deewani

Download Marathi Song

Tooti charpai wohi
Thandi Purvai Rasta dekhe
Doodhon Ki Malaai Wohi
Mitti Ki Suraahi Rasta Dekhe

Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaon
Kaisi teri khudgarzi
Kisi thor tike na paao

Ban liya apna paigambar
Tar liya tu saat samandar
Phir bhi sukha mann ke andar
Kyun reh gaya?

Mann mann ki sunta jaaye
Sunta nahi mann waalo ki
Mann hi mann mein banaye
Duniya yeh ek khayalon ki

Paas koi aave door koi jaave
Hota hai kyun yeh koi samjhave

Ae mann karda ae thagi thoriyan
Ae mann karda ae seana zohriyan
Aine sikh liya ne dil diya choriyan
Ae mann diya ne kamzroiyan (x2)

Naina nu pata hai, naina di khata hai
Saanu kis gal di phir mildi saaza hai
Neend udd jaave chain chad jaave
Ishq di fakeri jad lag jaave

O mast maula mast kalandar
Tu hawa ka ek bawandar
Bujh ke yoon andar hi andar
Kyun reh gaya?

Re kabira maan jaa, re fakira mann jaa
Aaja tujhko pukare teri parchaiyan
Re kabira maan jaa, re fakira mann jaa
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaiyan

Re kabira re kabira re faqeera..
Re kabira maan jaa, re fakira mann jaa
Aaja tujhko pukare teri parchaiyan


Marathi song


Main Rahoon Ya Na Rahoon | Amaal Mallik, Armaan Malik

Download Marathi Song


Main rahoon ya na rahoon

Tum mujh mein kahi baki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna



Bas itna hai tum se kehna (x4)



Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahi baki rehna



Kissi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hu
Subah dhoop tumko sataye
Samaj lena kirno mein main hu (x2)



Kuch kahu ya na kahu 
Tum mujhko sada sunte rehna



Bas itna hai tum se kehna (x4)



Hawao mein lipta hua main
Guzar jaunga tumko chhu ke
Agar main ho toh rok lena
Tehar jaunga inn labo pe (x2)



Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna



Bas itna hai tum se kehna (x4)



Bas itna hai tum se kehna (x2)



Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahi baki rehna


Marathi song


Hasi - Hamari Adhuri Kahani

Download Marathi Song


Haan aa.. o..
Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Beinteha pyaar doon (Repeat once)

Saari hadein maine meri
Ab maine tod di
Dekar mujhe pataa
Awaargi ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Haan aa.. o..
Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko khuda (Repeat once)

Hasratein ab meri
Tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri
Aakhiri ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Oo.. aa..
Aa.. aa.. oo..

Marathi song


Ae Dil Hai Mushkil | Pritam | Arijit

Download Marathi Song

Tu safar mera
Hai tu hi meri manzil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil

Tu mera khuda
Tu hi duaa main shaamil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil

Mujhe azmaati hai teri kami
Meri har kami ko hai tu laazmi

Junoon hai mera
Banu main tere kaabil
Tere bina guzaara
Ae dil hai mushkil

Yeh rooh bhi meri
Yeh jism bhi mera
Utna mera nahi
Jitna hua tera

Tune diya hai jo
Woh dard hi sahi
Tujhse mila hai toh
Inaam hai mera

Mera aasmaan dhoondhe teri zameen
Meri har kami ko hai tu laazmi

Zameen pe na sahi
Toh aasmaan mein aa mil
Tere bina guzaara

Maana ki teri maujoodgi se
Yeh zindagani mehroom hai
Jeene ka koi dooja tareeka
Na mere dil ko maloom hai

Tujhko main kitni shiddat se chaahun
Chahe toh rehna tu bekhabar
Mohtaj manzil ka toh nahi hai
Yeh ek tarfa mera safar safar
Khoobsurat hain manzil se bhi
Meri har kami ko hai tu laazmi

Adhoora hoke bhi hai ishq mera kaamil
Tere bina guzara ae dil hai mushkil

Marathi song